soche the college mai aa kar to kuch freedom hoga par aaj ka time dekhthe hu nahi lagtha hai ki kuch hoga yaad .life ek bar hi miltha hai wo bhi waste hoth ja raha hai.na kuch new sikh paye or na pauga .teacher ka to khana hi nahi jish teacher ko jo maan kartha hai wo padhna start kar deth hai .kya karna hotha hai bus aa kar book se copy karvana hi to hota hai.hm sab SV mai kahathe the ki school mai PHY. waale sir copy karvathe rahathe par yaha to sab yahi karthe hai jaishe lagtha hai ki rs. miltha hai copy karvane ka.
bus aaj ke leye itna hi..............
Nishant Raj.........
Nishant Raj
Nishant Raj
Thursday, 27 January 2011
Tuesday, 25 January 2011
Umid
Ek to baat samjhe mai aa rahe hai college mai koi padhatha nahi hai own padhana par hai.yaha sab aapne mai lage rahathe hai .
College Life.
Yaar college life bahut bekar hai.yaha sab maatlab ke friend hote hai.bahut miss kar raha hu aaj kal mai friend ko.pata nahi kyo college mai itna dur aa gaya hu. mera life to bahar bahar hi raha.
par college mai maan nahi lagtha hai .soch tha mai jo school mai enjoy nahi kar paya wo college mai aa kar karuga par kya pata tha ki itna behar hai college bhi wahi mila.
par college mai maan nahi lagtha hai .soch tha mai jo school mai enjoy nahi kar paya wo college mai aa kar karuga par kya pata tha ki itna behar hai college bhi wahi mila.
Subscribe to:
Posts (Atom)